Recipes Pakistani Recipes Urdu in Hindi - How To Make Shahi Tukray Double ka Meetha Recipe mitha tukra recipe meetha tukda special sweet recipes bread ke shahi tukda banane ka tarika - food fusion Shahi Tukra Recipe - How To Make Shahi Tukda Dessert Recipe Farah kitchen recipes shahi tukray recipe by Farah kitchen shahi tukda banane ka tarika dikhayen 20 minute Shahi tukda recipe - NO condensed milk No khoya - Diwali Sweet recipe holi recipes Shahi Tukda Recipe - Eid Special Sweet recipes Shahi Tukda Recipe

Ye hai meri recipe Easy Shahi Tukray Recipe Umeed hai aapkp pasand ayegi

Aslam o Alikum

I am Farah Tariq Welcome to our YouTube channel Farah's Kitchen.
Agar aapko meri video pasand aye to like kare, share kare or humare channel ko subscribe kare

Free YouTube Subscribe & Press Bell lcon


Queries 
1)Ghar mein shahi tukda banane ka tarika 
2)Shahi Tukda banane ki tarkeeb
3)Shahi tukda banane ka tarika bataye 
4)shahi tukda banane ka tarika batao
5)shahi tukda banane ka tarika dikhayen

Ingredients:
1-Milk
2-White Bread
3-Sugar
4-Khoya
5-Malai
6-Pista/ Badam
7-Ilaichi

Directions:


For Rabri:


• Sauce pan mein doodh aur cheeni shamil ker k mix karein.
• Elaichi powder dal ker ache tarhan mix ker lein.
• Ab is mein zafran dal dein aur doodh ko halki ancch per garhan hunay tak 20-30 minutes kliya paka lein, chamcha chatay rahein.
• Cream shamil karein aur ache tarhan mix kerlein, side per rakh dein.

For Sheera:


• Sauce pan mein pani aur cheeni dal ker itna paka lein k cheeni ghul jaye.
• Ab is mein elaichi powder dal ker mix karein, sheera ko itna paka lein k garha ho jaye.
• Rosewater dal ker mix lein aur 1-2minute kliya paka lein, side per rakh dein.

Bread:


• Bread slices ko trim karain aur triangles shapes mein kat lein.
• Fry pan mein tel garam ker lein aur bread slice ko halka sunhairi hunay tak fry karein.
• Fry na karna chahen tu bread slices of toast karlain.

Assembling:

• Bread slices ko sheera mein 10-15 seconds kliya dip kerlain.
• Ab tamam bread slices ko dish mein rakh ker upper sa rabri doodh dal dein.
• Kopray,badaam aur pistey sa garnish ker k serve karein.

Comments

Popular posts from this blog

A Comprehensive Guide to Commercial Wallpaper Types

Proven Forex Trading Strategies for Success

Is Grey Sink Unit a Good Choice for My Bathroom